Surah kahf ki fazilat

Jumma ko surah kahf ki fazilat.      

 Muhammad s.w.a ne farmaya Jumma ke din surah kahf padhna sunna hain jumma ko surah kahf padhne se ane wale jumma tak hamari hifazat hoti hain aor hum shaitani fitno se mahfooz rahte hain aor surah kahf padhne wale ki qabar me roshniya hongi aor   hamari zindagi ko bhi noor se bhar diya jaenga jo pahli 10 aayat yaad kar lenga vo  dajjal ke fitno se mahfooz rahega to Hume chahiye ke jumma ko surah kahf padhne ka mamool Bana le  .

Comments

Post a Comment